Header Ads

How to Customize the Status Bar on Android (Without Rooting)







Bar Launcher APK 

Latest Version                      Public Date
1.7.2                                     2016-02-09






Dosto ap sabhi ka ek baar fir se swgat hai apke apne Tips And Trick Blog me dosto aj hum apko btayege Bar Launcher apk ke bare me es apk ki madad se ap apne mobile ke status bar ko puri trh se change kr skte ho bole to ap apne mobile ke status bar par apni pasandida apps ko lga skte ho jisse jese hi ap apne mobile ke status bar ko niche slid kro to ap bdi aasani se apni us apps ko open kr sko jo aap chahte hai aur bo bhi ek click me to chaliye jante hai ki kese Bar Launcher apk kaam krta hai.
Bar Launcher apk kiya hai aur ye kiya kaam krta hai.
Bar Launcher apk sabhi android mobile ke liye bnaya gaya hai es apk ki madad se ap apni man pasand ki apps ko apne mobile ke status bar par lga skte ho esse hoga kiya jab bhi apko jis kisi bhi apk ko open krna hai to bus apko apne phone ke status bar ko niche lana hai aur us apk ko open kr lena hai ab apko baar baar back jane ki jrurt nahi pdegi.

Bar Launcher apk ko kese download krna hai.
Bar Launcher apk ko download krne ke liye niche downlaod button par click kre.



Bar Launcher apk ko download krne ke baad apko open kr lena hai uske baad apko ese upr se ON kr dena hai. uske baad apko + wale icon pr click krke apps ko ad kr lena hai.
Ye sabhi settings krne ke baad ap jab ap apne phone ke status bar ko niche ko slide krte ho to apko bo sabhi apps mil jayegi jo aapne ad ki thi.
App Screenshot.


Powered by Blogger.