Header Ads

Taskbar - PC-style productivity for Android APK Download - Free Tools For Android


Dosto ap sabhi ka ek baar fir se swgat hai Tips And Trick blog me dosto me ap sabhi ke liye koi na koi best apk dhund ke lata rhta hu aj me ap sabhi ke liye laya hu ek esi apk jiski madad se ap apne android mobil me same PC wala feel le skte hai ye koi na to laucher hai na koi esa apk jisse apke phone me window install ho ye apk sbse alg aur sbse hatkr hai, Dosto aj hum apko btayege Taskbar - PC-style productivity Apk ke bare me jab ap es apk ko apne mobile phone me install krte ho to apko es apk me PC wala feel aane lgega to chaliye jante hai Taskbar - PC-style productivity Apk  ke bare me.
 Taskbar - PC-style productivity Apk kiya hai aur ye apk kese kaam krta hai.

 Taskbar - PC-style productivity Apk ap apne mobile phone ko ek trh se PC wala look de skte hai  Taskbar - PC-style productivity Apk ko install krne ke baad apke phone me Window ki trh apki display par ek icon  aa jata hai jis icon pr ap click krke ap Window ki trh kisi bhi apk ko bus ek click me use kr skte hai aur dosto ap apne hisab se jis apk ko yha chahte hai vha lga skte hai. aur Taskbar - PC-style productivity Apk se ap kisi bhi app ke andr se kisi bhi app me ja skte ho bina time gvaye.

 Taskbar - PC-style productivity Apk ko kese download kre.

 Taskbar - PC-style productivity Apk ko download krne ke liye apko niche download button pr click krna hai.


 Taskbar - PC-style productivity Apk ko download krne ke baad apko apk ko open krke kuch permission deni hai uske baad apko kuch es trh ka interface aayega.
Ab apko  Taskbar - PC-style productivity Apk ko enable kr dena hai aur fir apke phone apko ek icon dikhega aur ap apne hisab se kisi bhi apk ko set kr skte apne hisab se.

Dosto ap  Taskbar - PC-style productivity Apk ki general settings me jana hai aur vha se ap  Taskbar - PC-style productivity Apk ki settings ko set kr skte hai.



Dosto ummed krta hu apko ye article pasand aaya hoga agr apko article pasand aaye ho to please hmare Tips And Trick blog ko Follow jrur se kre.\

Thanks You 
Powered by Blogger.