Header Ads

BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys - Tips And Trick






BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys







Dosto swgat hai ap sabhi ka Tips And Trick Blog me mera naam hai Mohit Rajput aur mujhe apps ka review krna bhot pasand hai aur aaj bhi me apke liye ek bhot hi usefull apk lekr ke aaya hu jo apk aapke hmesa kaam aayegi,Dosto aj hum apko btayege BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk ke bare me es apk se ap apne mobile ki touch ko block ko puri trh se block kr skte ho, Aur ye apk mere un sabhi bhaiyo ke jyada kaam aane wala hai jinke ghar me chote bacche hai Kukoi bacche hote hai setan unhe apka phone milte hi bo phone ko chedne lgte hai aur pta nhi kiss kiss folder me ghus jate hai jisse apke phone me koi na koi presani ban jati hai aur apko phone ko thek krane ke liye shop par jana pdta hai ya bacche kisi ke bhi number pr call lga dete hai to apko bhot presan hona pdta hai to ab apko presan hone ki jrurt nhi hai me apke liye lekr aaya hu BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk jo ki apke bhot kaam aayega.
BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk kiya hai aur ye kese kaam krta hai.

BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk khas kar sabhi android mpbile ke liye bnaya gaya hai aur ye apk apke phone ki touch ko block krne me aapki madad krta hai aur apke phone ko baccho se ya fir accidently touch se bchata hai.

BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk  ko kese download kre.

BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk ko download krne ke liye niche download button par click kre.


BLK Touch Blocker - Block Screen and Sort keys apk ko download krne ke baad apko jyada kuch nahi krna bus apne phone ke notification pannel ko niche ki taraf slid krna hai aur lock kr dena hai lock krne ke baad apki touch block ho jayegi.
Ab touch jab ek baar block ho jayegi to uske baad sawal aata hai ki touch ko unblock kese kre to touch ko unblock krne ke liye ap notification pannel se kr skte hai nhi to apke phone ki screen par aapko ek icon dikhega to apko uspr hold krke rkhna hai jab tak apke phone ki touch block na ho jati.

App screenshot.
App features: 
- Locking sort keys (virtual keys) such HOME, BACK, RECENT completely (100% locking)
- Locking screen except notification (in case of urgent notice, you still can use phone quickly)
- Playing game without unexpected accident from sort key (you may lose a game by pressing BACK button suddendly)
- Watching video more comfortable with free finger withou worry about interuption by touching
- Listening to music video in your pocket safety

Notice 
- Due to Android Policy. Device power button can not be blocked.
- If your phone is from Mi Phone/Pad (Xiaomi), please go to settings and tap the installed apps. Then find the Touch Blocker app, enable the "turn on floating windows"
Powered by Blogger.