Header Ads

UC Browser - Fast Download Private & Secure Apk Download latest Version - Tips And Trick





UC Browser - Fast Download Private & Secure Apk Download latest









Hello Dosto ap sabhi ka swgat hai Tips And Trick Blog me aj ke es article me hum janege UC Browser - Fast Download Private & Secure Apk ke bare me aaj hum apko aj btayege ki kese ap apne phone ke UC browser me apne photo ko lga skte hai bole to UC browser ke background par ap apne photo ko lga skte ho aur apne phone ke UC Browser ko ek dum new look de skte ho to chaliye jaldi se jan lete hai hme UC browser me kiya kiya settings krni hoti hai.
Step-1  sbse phle apko Uc browser ko download krna hai to Uc browser ko download krne ke liye niche download button par click kre.


Step-2  Ab Uc browser ko install kre uske baad apko three line par click krna hai jese ki niche wale image me dikhaya gaya hai.
Step-3  Ab apko three line par click krne ke baad themes ka option milega aapko vha click krna hai uske baad apko vha se local image par jakr apne photo ko lga lena hai.
ye sabhi setps ko follow krne ke baad ap badi aasani se apne photo ko apne phone ke UC browser par lga skte hai.


Dosto ummed krta hu apko ye article pasand aaya hoga agr apko article pasand aaye ho to please hmare Tips And Trick blog ko Follow jrur se kre.






Thanks You
Powered by Blogger.